सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Happy Raksha Bandhan

Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe
Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main
Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri
Happy Raksha Bandhan
Ye Lamha Kuch Khas Hai,
Behan Ke Hathon Mein Bhai Ka Haath Hai,
O Behna Tere Liye Mere Pass Kuch Khas Hai,
Tere Sukoon Ki Khatir Meri Behna,
Tera Bhai Hamesha Tere Sath Hai…
Kaamyabi Tumhare Kadam Chume,
Khushiyan Tumhare Charo Aur Ho,
Par Bhagwan Se Itni Prarthana Karne Ke Liye,
Tum Mujhe Kuch To Commission Do!
To My Extremely Lovable (but Kanjoos) Brother
Just Kidding As Always.
Happy Raksha Bandhan
Rishta hai janmo ka hamara
Bharose ka aur pyaar bhara
Chalo, ise bandhe bhaiya Rakhi ke atut bandhan mein.
Happy Raksha Bandhan to my dearest bro.
Behna Ne Bhaai Ki Kalaai Se Pyaar Bandha Ha
PyaR Ke Do Taar Se, Snsar Bandha Hai
Resham Ki Dori Se Snsar Bandha Hai
Happy Raksha Bandhan
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame Bana Jati Hai
Har Khata Ki Saza Vo Hume Bata Jaati Hai
Hum Har Baar Khamosh Rah Jate Hai
Kyonki Who Har Baar Raksha Bandhan Ka Darr Dikha Jaati Hai
Happy Raksha Bandhan
Rasmalaai?
Nope!
Gulab Jaman?
Nah!
Let Me C..
How Bout Jalebi?
Hmm…
Nope!
Damn!
Still Cant Find
Anything As Sweet
As U.
Happy Raksha Bandhan
Lal gulabi rang hai jum raha sansar,
Suraj ki kirane khusiyo ki bahar,
Chand ki chandni apno ka payar,
Badhai ho apko Rakhi ka tayohar.
Happy Raksha Bandhan
Har Ladki Tere Liye Bekarar Hai,
Har Ladki Ko Tera Intezaar Hai,
Ye Tera Koi Kamaal Nahi,
Kuch Din Baad Raksha Bandhan Ka Tyohar Hai!
Happy Raksha Bandhan

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Shikshk Aise Bhi Hote Hai

आदरणीय मास्टर जी, मैं भोला हूँ, आपका पुराना छात्र. शायद आपको मेरा नाम भी याद ना हो, कोई बात नहीं, हम जैसों को कोई क्या याद रखेगा. मुझे आज आपसे कुछ कहना है सो ये चिट्ठी डाक बाबु से ल...

Pach Tatvo Ko Samajhna

पांच तत्वों को समझना पांच गुआ पांच तत्वों के समान होते हैं | ये हैं काष्ठ, अग्नि, पृथ्वी, धातु और जल | जीवन के किसी भी क्षेत्र को प्रभावी बनाने के लिए जिस गुआ की ज़रुरत है उसका या उ...

Wo_Bachpan_Ki_Yade..

Wo Bachpan ki Yade ...               Ye nam Sunte hi  h ar kisi ke man me wo purani umange wo yade fir se taza ho jati hai  jinme hmne kbhi apni  jindgi ko jiya tha . Wo lmhe jinki yade aaj bhi dil ko chu jati hai . Sach me aakhir kitna pyara tha wo wakt jb sapno ki udane hua krti thi Ham roj kalpanao ke Sansar ke tale puri duniya dekh liya krte the. Wo Un dino ki masti ,wo purani yade Wo bindash hasi ..... " Khte hai ki Bachpan jindagi Ka Golden Time hota hai " Wastav me ham aaj chah kr bhi un lamho ko wapas nhi paskte .... Messing memmories of ChildHood Wo Bachpan Bhi kitna Pyara tha #Skm